Rs. 645,000
Dyness PowerBrick CS 16kWh lithium battery. Floor standing, built-in BMS. Karachi stock, original warranty card.
Dyness PowerBrick CS 16kWh is a floor-standing cabinet pack for homes and commercial sites that need substantial overnight storage in a single unit.
Aik bara pack kai chhote packs se behtar hota hai โ kam wiring, kam connections, aur monitoring aik jagah.
| Usable capacity | 16 kWh |
|---|---|
| Chemistry | Lithium |
| BMS | Built-in |
| Mounting | Floor standing, cabinet |
For 10 kW and larger systems, shops, offices and clinics that run past sunset.
Warranty & service. Warranty claim manufacturer ke service centre par hoti hai โ lekin hamari team aap ke saath jati hai.
What size battery do I need?
It comes down to one question: raat ko kitna load chalana hai. Sirf fans, lights aur fridge ho to 5 kWh kaafi hai. Agar raat bhar AC chalana hai to 10 kWh se upar jana parta hai. Apna load bata dein โ hum calculate kar dete hain.
Is the full capacity usable?
Nameplate capacity aur usable capacity alag cheezein hain. Lithium mein usable hissa tubular se kahin zyada hota hai โ yehi wajah hai ke sirf kWh ka number dekh kar do batteries compare karna galat hai. Quotation lete waqt usable capacity poochein, sab se.
| Capacity | 16 kWh |
|---|---|
| Chemistry | Lithium |
| Voltage | 51.2V |
Battery akeli nahi lagti โ inverter, panels, structure aur installation bhi saath aate hain. Calculator par apni battery chunein aur total saamne aa jayega.
Kis cheez ke liye raabta kar rahe hain, wo chun lein. Hum business hours mein wapas raabta karte hain — bina kisi advance ke.
Reviews
There are no reviews yet.