Rs. 600,000
SUNFLX FlxWall 16.0 lithium battery — 51.2V 314Ah, 16.08 kWh. Floor standing with display and built-in BMS.
SUNFLX FlxWall 16.0 is a 51.2V, 314Ah floor-standing pack rated at 16.08 kWh — built for whole-house backup and commercial sites.
Bare 314Ah cells ka matlab hai kam internal connections, aur monitoring aik hi jagah — chahe capacity kitni bhi ho.
| Usable capacity | 16.08 kWh |
|---|---|
| Nominal voltage | 51.2 V |
| Capacity | 314 Ah |
| Chemistry | Lithium-ion |
| BMS | Built-in |
| Display | On-unit |
| Mounting | Floor standing, castors |
For 10 kW and larger systems, offices, shops and homes that want full overnight autonomy.
Chhote ghar ke liye ye bari hai. 5 kWh se shuru kar ke baad mein barhana zyada samajhdari hai.
Warranty & service. Warranty claim manufacturer ke service centre par hoti hai — lekin hamari team aap ke saath jati hai.
What size battery do I need?
It comes down to one question: raat ko kitna load chalana hai. Sirf fans, lights aur fridge ho to 5 kWh kaafi hai. Agar raat bhar AC chalana hai to 10 kWh se upar jana parta hai. Apna load bata dein — hum calculate kar dete hain.
Is the full capacity usable?
Nameplate capacity aur usable capacity alag cheezein hain. Lithium mein usable hissa tubular se kahin zyada hota hai — yehi wajah hai ke sirf kWh ka number dekh kar do batteries compare karna galat hai. Quotation lete waqt usable capacity poochein, sab se.
| Capacity | 16.08 kWh |
|---|---|
| Voltage | 51.2V |
| Chemistry | Lithium-ion |
Battery akeli nahi lagti — inverter, panels, structure aur installation bhi saath aate hain. Calculator par apni battery chunein aur total saamne aa jayega.
Kis cheez ke liye raabta kar rahe hain, wo chun lein. Hum business hours mein wapas raabta karte hain — bina kisi advance ke.
Reviews
There are no reviews yet.